![]() |
|
#1
|
|||
|
|||
|
Aarzoo
MainaiN daikhay haiN tanhai kay woh maNzar Afkaar bhi meray jahaaN gooNgay ho gayay Daikha hai woh dasht chuppi ka BarsoN jahaaN waqt ki aari na chali Pehlay akayla to nahi raha itnaa Subsay door reh kay bhi maiN Saath jab tak diya lafzoN nay dard sehnay maiN Bahishti ban ban kay pilaatay paani Tashnagi jab jab barti Duniya kay usooloN say Aur ab JazboN ka jam jaanaa SaaNsoN ko nijaat kaisay milay Aanay haiN abhi to kitnay mausam Banay kya jo barf na yeh pighlay Kabhi fariyaadi to nahi rahaa tera Magar ZiNdagi aaj yeh tujhko kehta hooN Day sau nashtar,tau bhi mujhay maNzoor Par taaqat-e-lafz-bayaani meri Har haal maiN mujh tak rehnay day -------------------------- Tashnagi-pyaas, bahishti-paani pilaanay wala |
|
#2
|
|||
|
|||
|
plz give your feedback.
|
|
#3
|
|||
|
|||
|
thanks a lot for the kind words.Your e-mail is still awaited.
kind regards brijinder |
![]() |
| Thread Tools | Search this Thread |
| Display Modes | |
|
|
Similar Threads
|
||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| Dil ko aapke pyaar ki aarzoo hai... | itschahat | Romantic Shayari | 0 | 09-26-2007 08:17 AM |
| Aarzoo hai tumhein door se dekhne ki | itschahat | Romantic Shayari | 0 | 11-01-2006 10:34 AM |