![]() |
|
#1
|
|||
|
|||
|
Tanhayee ke alam mein ek parivaar basaaya maine Apne mehboob ko usme sajaaya maine Duniyaa bhar ki khushiyaan simat aayi uss ek kone mein Jahan khada hoke apne gum bhulaye the kabhi maine Sabkuch paas tha par jism jaan ke liye ek boojh tha Khushi ke aangan mein khud ko tanha kiya maine |
![]() |
| Thread Tools | Search this Thread |
| Display Modes | |
|
|