![]() |
|
|||||||
![]() |
|
|
Thread Tools | Search this Thread | Display Modes |
|
#1
|
|||
|
|||
|
Ise Subash Ghai ki Hero film ka gaana mat samajhna ye to meri "True Lovestory" hai aur ye ek saal main kis kadar badla uski kahani hai. Hope aapko pasand aayega, aur aapko haansi aayegi par isse likhte waqt main ro raha tha.
|
|
#2
|
|||
|
|||
|
That was the mont of January
Jab dekh ke usko socha tha main hai ek pari Aate hi uske, ab dost mere Puchne mujh se aaate the kaise hai ab halat meri |
|
#3
|
|||
|
|||
|
Then aaya month February ka
Aaya samay propasal ki taiyarii ka Valentines' day aaya aur Keh dala maine haal apne dil ka |
|
#4
|
|||
|
|||
|
Jawab ke intezaar main aaya month March ka
Saheliyon se uske issi mahine janmdin hai uska Bin soche hi maine De dala tha uphaar use meri chahaton ka |
|
#5
|
|||
|
|||
|
Kisi tarah kata March aaya Aprail
Faisla uska hoga kya?? Soch ke main hone laga tha pale Usne phir ek din kiya iqraar Biswash na ho raha tha mujhko, Aisa lag raha tha sun raha hoon main koi fairy tale |
|
#6
|
|||
|
|||
|
Khushi-khushi beeta Aprail ab aayi bari May ki
Aaya waqt ki pata chale, Mujhe uske zazbaaton ki gahrayee ki |
|
#7
|
|||
|
|||
|
Aaya June ka mahina May beet jaane ke baad
Ab mujhe uska hi rehta intezaar uske chale jaane ke baad Pakka kar liya tha ab maine apna irada Utar ne na doonga ab iss dil mein uske baad |
|
#8
|
|||
|
|||
|
Intezaar aur vaadon mein kaise beeta July pata na chala
Aaya kab mahina July ka pata na chala Aisa mehsoos ho raha tha zannat mujhe mil gayi Uske pyar mein iss mahine the kitne din pata na chala |
|
#9
|
|||
|
|||
|
Phir aaya mah August ka
Silsila shuru hua zindagi mein kast ka Ek pal bhi ab na guzar ti thi uske bin Jab beet raha tha mausam barsaat ka |
|
#10
|
|||
|
|||
|
Mausam ke karvaaton ke saath aaya September
Aur laaya mere jeevan mein lightning & thunder Mere liye ab pyar uska hone laga tha kam Aisa lag raha tha jaise koi bin baataye kar raha hai mera murder |
![]() |
| Thread Tools | Search this Thread |
| Display Modes | |
|
|