ADVERTISEMENT
Love Shayari for Boyfriend, Mujhe Humsafar

Love Shayari for Boyfriend, Mujhe Humsafar…

Copy Love Shayari

Log aasmaan khojte hai,
Main chhoti si zameen khojti hun…
Logon ko aasmaan toh na mila,
Par mujhe woh zameen mil gayi…
Log aasmaan mein fharishta khojte hai,
Main zameen par ek humsafar khojti hu…
Logon ko aasmaan mein fharishta toh na mila,
Mera kya bataun yaaron…
Mujhe humsafar kya uske andar ek fharishta bhi mil gaya….

 ~
ADVERTISEMENT

Add a Comment

SPONSORED POSTS
loading...